Posts

Showing posts from November, 2025

Babu moshai ki salgira

Anand babu ki pachasvi saal Daudne me hai unka dhyaan Marathon bagna unki pehchan Analysis pe paralysis unka hai kaam Ruchi rakte hai Cricket aur football Kansas City ban Gayi hai Unki jaan Par aaaj kal wo dhule hua hai LaaL Har baat pe karte usko daal Aur banna rahe hai apna aur dusron ka haal behal Akhir mein meri ek hi hai guhaar Phoolo phalon party karo  Bhago daudo marathon baar baar  Par yaad rahe ki  ab tomari Umar hogayi  So just Chill kar do yaar