Babu moshai ki salgira
Daudne me hai unka dhyaan
Marathon bagna unki pehchan
Analysis pe paralysis unka hai kaam
Ruchi rakte hai Cricket aur football
Kansas City ban Gayi hai Unki jaan
Par aaaj kal wo dhule hua hai LaaL
Har baat pe karte usko daal
Aur banna rahe hai
apna aur dusron ka haal behal
Akhir mein meri ek hi hai guhaar
Phoolo phalon party karo
Bhago daudo marathon baar baar
Par yaad rahe ki
ab tomari Umar hogayi
So just Chill kar do yaar
Comments
Post a Comment